Dosto mai Aaj aap logo ko ek or trick lekar aaya hu or trick ye hai ki aap apne mobile par desktop yani ki computer par jo webite kholate hai, aab aap use apne mobile me bhi khol Sakate hai.
Apane kabhi kabhi dekha hoga ki aap kisi bhi site ko kholte hai to ya to nhi khulata hai ya let se khulta hai. agar apke pas pc nhi hota hai to apko cyber caf me jana hota hai, to par mai aaj apko ye bata raha jis se aap apne mobile me hi desktop site ko mobile me hi khol sakate hai,
EX - Facebook, Google, Twitter etc.
Apko bas ye karana hai jo mai niche bata raha hu, jis se aap bhi chala sake apne mobile me
Also Read - Android ke important code
1. Sabase pahale apko google chrome download karana hoga jo Agar aap chahe to Niche click kar ke download kar skate hai,
2. Google chrome kholiye or Uapar Menu Button par click kare jaisa ki niche dekh sakate hai aap.
3. Jab aap us par click karege to apke samane niche jaisa option khulega Bas aab apko ye karana hai ki aap jaha desktop site likha hai, us par tick kar dena hai. (mark laga dena hai)
4. aab aap Back ka button Dabaiye or kisi bhi website ka url daliye or open karege to desktop jaisa khulega,
Also Read - Mobile number kaise pata kare
No comments:
Write comments