Whatsapp ne apna Desktop app launch kar diya hai.Lekin ye App se aap naya account banake Whatsapp nahi chala payenge isse aap apne mobile me jo whatsapp usse connect kar payenge Whatsapp web ki tarah.Jaise Whatsapp web tha jisme aapko apne mobile se QR code ko sacn karna padta pc me se waise hi app me bhi hai bas farak ye hai ab ye ek App ban gaya Desktop ke liye.
Whatsapp New Update: 5 New Tricks In Whatsapp
Ye naya Desktop App Sir Window 8+ aur Mac OS 10.9+ ke liye hai.Iss App me jada kuch changes to nahi hai bas Whatsapp web jo feature tha usse ek App me use kar diya gaya hai.Iska matlab aapko apna Mobile iss App se connect karna padega uske baad hi aap use kar payenge.Lekin iss acchi baat ye hai agar aap Desktop pe koi kaam kar rahe ho to aap apne Whatsapp messages ka Directly wahi se reply bhi kar sakte ho.Aur aapko Desktop me whatsapp chalane ke liye baar baar Browser kholke whatsapp web ko use nahi karna padega.
Whatsapp Me Last Seen Kaise Hide Karte Hai Hindi me jane
Isko Download karne ke liye niche diye gaye link par click kare.
Whatsapp For PC
App ko download karn e ke baad usko open kare phir ek QR Code ayega jisse aapko apne mobile se scan karna hoga.To scan karne ke liye Apne mobile ke whatsapp me jaye aur upar right ki taraf jo 3 dots hota hai uspar click kare aur phir whatsapp par click kare.Phir aapka Whatsapp ek scanner ki tarah kam karega jisse aapko Whatsapp Desktop app me jo QR code hai usse scan karna hoga phir aapka Whatsapp aapke Dessktop me bhi chalu ho jayega.
How To Convert Whatsapp Chat In TXT Format In Hindi
Agar aapne Whatsapp web kabhi use kiya hai to aapko ye desktop app bhi same lagega aur aapko isko use karne me jada problem bhi nahi ayegi.
Hamara Pichla Post Padhna Na Bhule
Desktop Me Youtube Me Material Design Kaise Paye Easy Way
No comments:
Write comments