Powered by Blogger.

Random Posts

Most Recent

Copyrighted.com Registered & Protected 
S4KC-J0UZ-MVHS-Q8FG

Search This Blog

AD (728x60)

Recent

Comments

Facebook

Advertising

Flickr Widget

Formulir Kontak

Name

Email *

Message *

Contact us

Name

Email *

Message *

Business

About us

Why to Choose RedHood?


This Site uses cookies. By using the website you (the visitor) agrees to Terms, Privacy Policy And DMCA Policy Of the Website.

Popular Posts

Popular Posts

Sunday 13 March 2016

Bina kis Software Ke Hard Disk Ko Partition Banay

By: | In: | Last Updated:


Dosto Mai Braj kishor Aap logo ko Aab Ye batane ja raha hu ki aap Apne Hard Disk ko bina Kisi Bhi Software ke Kitane bhi Partition me change Kar Sakate hai wo bhi Bahut aasani Se.


 Partition Karane ke Fayade

Dosto Iske Bahut se Fayade hai jis ka aap labh utha sakate hai,
 jaise ki aap aap jab partition kar lenge to Agar apka pc on nhi ho raha ho ya koi or bhi Problem ho jaise ki format karana ho, aap dekhate hai ki Jab aap format Karte hai to apka pura ke pura data delete ho jata hai. 
Agar jab aap partition kar lete hai ho aap apne man chahe drive me Kisi bhi window ko install kar sakte hai.
Jis se aapko puri drive ko format bhi nhi karana hoga or apaka data bhi save rahega,


To chaliye aab aapko Batane ja raha hu ki aap partition kaise kar sakate hai, Bas apko kuch setup ko follow karana hoga jo mai setup by setup batane ja raha hu,
1. Sabase pahale apko Apne my computer Par right key dabana hai or Manage Me Jana hai jaise ki hm apko niche picture me bataya hu,

2. Aab apke samane ek window khulega jaisa ki aap niche dekh sakate hai. us window me apko Disk Management Par click karna hai, or right side me apne drive ko dekhana hai jisko aap partition karana chahate hai.

3. Aab apko jis drive me se partition karana hai, us drive par right click kare or shrink Volume par click karana hai, Aap niche dekh sakate hai maine kiya hai click.

4. Aab apke samane ek window khulega jisme apko space bharana hai jitana aap chahate hai, wo bhi aap mb ki size me bharege, or shrink par click karege, jaise ki aap niche dekh sakate hai

 ( 1 mb =1024kb) , ( 1 Gb =1024 mb) 


5. Aab aap jitana Gb ki drive nikana chate the uatana to uski size mb me bhar di Aab aap finish kare to aap dekhege ki apka ek drive ban gaya hoga jaise ki mai ek banaya hu aap niche dekh sakte hai,

 6. Aab apko ye karana hai ki aap jo abhi drive ko nikale hai jo black color me dikh raha hai us par right click karna hai, jaisa ki aap niche dekh sakte hai.


 7. Aab apko new simple volume Par click karege to apke samane phir ek window khulega jaisa ki aap niche dekh sakate hai.


8. Aab aapko mb ki size nhi bharana hai agar aap chahe to bhar sakate hai agar meri bat mane to na bhare or next par click karte hua finish tak jaye, jab aap ye kar lenge to aap dekhege ki apka ek new drive ban gaya hoga.

To dosto kaisa laga ye mera trick agar hm se koi galati hui ho is post me to aap hme jarur batay , Comment kar ke 

No comments:
Write comments