Powered by Blogger.

Random Posts

Most Recent

Copyrighted.com Registered & Protected 
S4KC-J0UZ-MVHS-Q8FG

Search This Blog

AD (728x60)

Recent

Comments

Facebook

Advertising

Flickr Widget

Formulir Kontak

Name

Email *

Message *

Contact us

Name

Email *

Message *

Business

About us

Why to Choose RedHood?


This Site uses cookies. By using the website you (the visitor) agrees to Terms, Privacy Policy And DMCA Policy Of the Website.

Popular Posts

Popular Posts

Wednesday 9 March 2016

Photoshop ko fast kaise kare

By: | In: | Last Updated:


Dost mai Aap logo ke samane ek phir se ek Trick lekar aaya hu or ye hai ki aap apne Photoshop ki speed ko kaise fast kar sakte hai 


Hamare samne ye bhi samasya aati hai ki hm logo ko photoshop kholne me bahut time bhi lagata hai , sbase jayada problems unko hoti hai jinke pc me ram bahu kam hota hai jiski wajah se unke pc me photoshop bahut slow khulata bhi hai or chatala bhi hai bahut slow

Dosto Aab ghabarane ki bat nhi hai, kyoki Aab ham apne samane Ye ek aisa trick lekar aaya hu Jis se aap apne photoshop ko fast kar sakte hai wo bhi bahut asani se, to chaliye Aab mai apko batane wala hu ki aap kaise fast kar sakte hai , apko bas kuch setup fallow karna hoga.

1. Sabse Pahale Apko Kuch folder me jana hoga ji ki mai niche bata raha hu agar samgh me na aay to aap picture bh dekh sakte hai 

       C:\Program Files(86)>Adobe>Photoshop 7.0 >plug- ins

Trickbk
2. Aab apko kuch jo folder dikh rahe hai unko rename kar ke uanke aage  (~) Ka symbol laga de,

3. Aab aap usko save kar le save karne ke bad aap photoshop ko khole

4. aap aap dekhege ki apka photoshop pahale se khuch fast ho gaya hoga,

5. agar aap Phir se use pahale jaisa banana chahate hai to aap wohi phir se jakar aap waise hi kar sakete hai bas apko us symbol ko hata dena hai.

to dosto kaisa laga ye mera trick aap jarur batay, 



No comments:
Write comments