Agar aap bhi ek aise blogger hai jiske blog me bahut se posts hai to aapko bhi Google Custom Search Engine ka use karna chahiye.To isss post me mai issi ke baare me batane wala hu.
Nofollow Aur Dofollow Links Kya Hai ?
Google Search Engine Ek search box hai jisme user kisi topic ke baare me search kar payega.To isse aap apne blog ko aur user friendly bana payenge.Agar kisi user ko aapki ppurani ost ya phir koi aur post padhna hai lekin aapke blog me agar bahut saare post hai to user usko dhundne ke bajaye dusre site pe chala jayega.To isliye agar aap Search Box user karenge to aap user ko apne site pe aur der tak active kara payenge.
Google Analytics Me Apne Blog Ke Liye Account Kaise Banaye
Google Search Engine Box aise kaam karta hai jaise agar kisi User ne ki keyword usme likhke search kiya to uss keywords se related saari post uss user ko show hogi.
Website Ko Search Engine Me First Lane Ke Liye Top 10 On page SEO Techniques
Aap apne Search box ko customize bhi kar sakte hai.Aur ek baat ye ki aap isse income bhi kar sakte hai agar aapke pass adsense account hai.Agar kisine kuch search kiya to search result me jo ads dikhayega usse aapki income hogi.
Blog Ke Sitemap Ko Google Search Console Me Kaise Add Kare
To chaliye mai aapko bata deta hu kaise aap apne blog me bhi Google Custom Search Engine laga sakte hai.
Google Custom Search Engine Apne Blog Me Kaise Lagaye
Step 1: Aap pehle iss Google Custom Search Engine ke website pe jaye aur apne Email se log in karle.
Step 2: Ab aapko aise screen dikhegi jisme aapko -
1. Isme aap apne blog ka URL dale.
2. Aap apne blog ka language select kare.
3. Apne search engine box ko name do.Jaise apne site ka hi name de sakte ho.
4. Ab create pe click kardo.
Step 3: Ab aapka Search box ban gaya hai ab aap Recieve Code par click kardo.Aur code ko copy karlo.
Step 4: Ab apne blogger account me log in kare aur phir layout me jaye.
Step 5: Ab jaha aapko Search box lagana hai waha Add A Gadget pe click kardo.Aur phir HTML select karo.Ab waha par Code ko paste kardo aur save pe click kardo.
Ab aapke Blog me Google Custom Search Box Lag gaya hai.
Agar aapko ye post helpful laga to isse share karna na bhule.
Hamara Pichla Post Padhna Na Bhule
Adsense Par Address Pin Kaise Verify Karte Hai Full Guide

No comments:
Write comments