Hello Friends,ye post har naye blogger ke liye important hai kyu ki mai isme aapko Backlinks ke baare me bataunga jo ki SEO me bahut bada roll karta hai.Mai aapko bataunga ki Backlinks kya hai aur SEO ke liye important hai ? Aur agar blogging me success hona hai to aapke Blog me jada backlinks hone chahiye isliye ye sabke ke baare me janne ke liye iss post ko pura padhna aur agar kuch na samaj me aye to comment jarur karna.
10 Things To Do Before Applying For Google Adsense
What Are Backlinks ? Backlinks Kya Hai ?
Backlink ek link hota hai jo ki aapke website se mere website me aane ki madad karta hai.Jaise agar aapke post mere website ka link hai to agar uss link se koi visite karta hai to muje aapke website se backlink milega.To agar aapke pass jada backlinks hai to aapka website search result me first ranking kar sakta hai.
Ab backlinks bhi ek tarah ke nahi hote hai unme bhi bahut prakar hai.To mai aapko kuch backlinks ke types batata hu.
- External Links : Ham agar apni post me kisi duri site ka link add karte hai to wo External Link hai.
- Internal Links : Ham apni post me apne dusre post ka link add karte hai to wo Internal Link hai.
- Link Juice : Ham apne homepage me jo link add karte hai usse Link juice kahte hai.
- Low Quality Link : Jab koi spam ya fake sites se aapke site pe visit karta hai to usse low Quality Links kahte hai.
- No-Follow Links : Agar aapki site dusre site se link karti hai lekin uss link me agar nofllow ka tag laga hai to usse nofollow link kahte hai.Iss link se aapko kuch fayda nahi hoga kyu ki ye link juice pass nahi karte hai.
- Do-Follow Links : By Default sabhi link Do-Follow Link hi hoti hai.Aur ye link juice bhi pass karte hai.
- Anchor Text : Anchor Text clickable text hot hai jo ki ham apne post me add karte hai chahe wo hamre purane post ka ho ya dusri site ka post ka link ho.Agar dekha jaye to Anchor Text External aur Internal Links hai.
5 Effective Aur Proven Ways Alexa Rank Badane Ke Liye
Ab aapko ye to pata chal gaya ki Backlinks kis kis tarah ke hote hai lekin ab mai aapko ye bataunga ki Baklinks ke fayde kya hai.Mai aapko acche se samjha saku ki Backlinks ke Fayde kya hai to mai aapko 4 Points bataunga jisse aap acche se samaj sakte hai ki backlinks ke fayde kya hai.
Wrench Aur Quick Editing Icon Blogger Blog Se Kaise Remove Kare.
Ab aapko ye to pata chal gaya ki Backlinks kis kis tarah ke hote hai lekin ab mai aapko ye bataunga ki Baklinks ke fayde kya hai.Mai aapko acche se samjha saku ki Backlinks ke Fayde kya hai to mai aapko 4 Points bataunga jisse aap acche se samaj sakte hai ki backlinks ke fayde kya hai.
Wrench Aur Quick Editing Icon Blogger Blog Se Kaise Remove Kare.
Backlinks Ke Fayde Kya Hai ?
1. Dusri Website se aapko traffic milega.Iska matlab ye ki aapko jis website se backlinks mil raha hai uss website se aapko traffic bhi mil sakta hai.
2. Alexa Rank Bahut jaldi improve hoga.Ha agar aapke jad backlinks milte hai ya aapko bade blogs se Backlinks milta hai to aapka Alexa Rank bahut jaldi improve hoga.
3. Search Engine se jada traffic milega.Agar aapke paas jaa backlinks hai to aapko Google search me 1 position me preference milega.Iska matlab agar kisine kuch serarch kiya to aapka Blog pehle pe aa sakta hai jisse aapko Search Engine se Traffic Milega.
4. Search Engine hamare post ko bahut jaldi Index karta hai.Agar aap regular apne blog ko update karte hai aur aapke paas jada backlinks hai to Search Engine aapke post ko bahut jaldi index karega.
Muje lagta hai aapko Backlinks aur Backlinks ke fayde ke baare me malum pad gaya hoga.Agar aapko kuch nahi samaj me nahi aaya hai to niche Comment karke jarur puche.Aur ek baat ye ki aap dusre blogs me comment karte hai aapko uss blog se Backlinks mil sakta hai.
Hamara Pichla Post Padhna Na Bhule
No comments:
Write comments