Messenger jo ki facebook ka ab wo bahut popular ban gaya hai ek messaging app me.Aap bhi agar Messenger use karte ho lekin phir bhi aap Messenger me har ek cheech nahi use kiye hoge abhi tak.To Messenger me aise bahut se features hai jisse bahut logo use nahi karte ya jante nahi.To aaj mai aapko unn sabi Features me se top 5 features bataunga.
Whatsapp App Ko Officially Apne Desktop Ke Liye Kaise Download Kare
Agar aap Messenger ko sirf chatting ke liye istamal karte ho to aap galat ho kyu ki Messenger me aisa bahut se features hai jisse aap abhi tak nahi use karte.To chaliye mai aapko bata deta hu Messenger ki Top 5 Tricks.
1. Add Nicknames
Agar aap apne dosto ka name thoda crazy ya apne se rakhna chahate ho to feature aapke liye hai.Iss feature ki madad se aap apne freinds ke name change kar payenge.Iss feature ko use karne ke liye niche diye gaye steps follow kare.Desktop Me Youtube Me Material Design Kaise Paye Easy Way
1. Jiska name change karna chahate ho uska chat kholo.
2. Upar right ki taraf ek i ka logo hoga uspar click karo.
3. Ab waha par Nicknames ka option hoga uspar click karke name ko change karlo.
2. Use Messenger Without An Account
Agar aapke paas facebook account nahi hai ya phir aap apne facebook account se messenger ko nahi use karna chahate hai to aap apne Mobile Number se bhi Messenger ko use kar payenge.Iske liye Messenger ko phir se Install karo aur apne mobile number se sign up karlo.3. Play Basketball Game On Messenger
Messenger me ek hidden basketball gmae hai jisse har koi khel sakta hai.Iss game ko khelne ke liye aap koi chat khole aur Emojis par jaye phir waha par se ek Basketball Orange colour ka hoga usse send karde phir uspe click karke game ko aap bhi khel sakte hai.
4. Change Colour Of Any Conversation
Messenger aap har alag alag conversation ka colour bhi badal sakte hai jisse aapko Conversations ko differentiate karne me aasani hogai aur isse aapka Messenger ka Look bhi accha lagega.Kisi Conversation ka Colour Chnage Karne ke liye uss chat ko khole aur upar right ki taraf ek i ka logo hoga uspe click kare aur phir waha par options me se Color par click kare aur apna Favourite color choose karle.
5. Replace Like Emoji With Your Favorite Emojis
Messenger aapko ek like ka emoji milta hai jisse aap usko jaldi se kisi ko bhi bej sakte hai lekin aap uss like emoji ko hatake apne pasand ka emoji bhi dal sakte hai.
Emoji ko change karne ke liye aap phir se kisi chat ko khole aur upar right ki taraf ek i ka logo hoga uspe click kare aur waha options me se Emoji pe select kare aur phir apna Favourite emoji ko select kare.Ho gaya ab waha jaha like ka emoji aata tha waha par aapka favourite emoji ayega.
Agar aapko ye post accha laga to isse share karna mat bhule.
Hamara Pichla Post Padhna Na Bhule
No comments:
Write comments