Hello dosto,aaj ke iss post me mai aapko bataunga ki kaise aap apne blog ke post ko copy hone se bacha sakte hai aur ye important kyu hai.
Access Your Facebook Account With 3 Passwords.
Kisi Bhi Website Ko Bina Internet Ke Kaise Open Kare
Aise bahut se new bloggers hai jo ki sochte hai ki wo kisi aur ka post copy karke apne blog me dal denge.Wo sochte hai ki wo bahut smart hai unko aise karne se koi mehanat nahi karni padegi.Lekin aisa nahi agar blogging me success hona hai to mehanat aur intazar karna aana chahiye.Agar kisine aapka post copy karke apne blog me dala hai to usse suruat me search egning traffic mil jayega lekin kuch dino baad google ko jab iske baare me pata chalega to unki site search engine se block kar di jati hai.To agar aap bhi kisi ka post copy karke apne blog me dalte hai to band kar de nahi to baad me paschtana padega.
[Must Read] How To Increase CPC Rate In Google Adsense
To mai aapko aisa trick bataunga jisse aap apne blog me Copy-Paste disable kar payenge jisse ki koi aapke blog se kuch copy nahi kar payega.
Adsense Page Level Ads Async Error Kaise Fix Kare
Blogger Blog Par Copy-Paste Disable Kaise Kare
Step 1: Sabse pehle aap niche diya gaya code copy karle.
Step 2: Blogger dashboard me jaye phir layout me jaye phir add a widget par click kare.
5 Alexa Ranking Widget With All Size Style
Step 3: HTML/JavaScript par click kare aur waha par code ko paste karde aur phir save par click karde.
10 Things To Do Before Applying For Google Adsense
Ab aapke blog copy paste disable ho gaya hai.Ab koi bhi aapke blog se copy nahi kar payega.Aur agar aap copy paste ko phir se enable karna chahate hai to uss widget ko remove karde.Agar aapko ye post accha laga to isse apne friends ke sath share karna na bhule.
Hamara Pichla Post Padhna Na Bhule
How To Earn Money From Shorte.st
No comments:
Write comments