How to root mobile phone
Hello friends aaj mai Braj kishor aap ko Bahut hi achha Trick Batane ja raha hu ji ki bahut hi use full hai, mai ye batane ja raha hu ki aap log apne mobile ko kaise root kar sakate hai wo bhi bina computer ke.
ha to dosto aaj mai apne Trickbk par bahut hi achha post de raha hu jis se aapko bahut hi fayada hai. to chaliye apko batata hu aap kaise root kar skate hai.pahale aap ye jan le ki ROOT hota kya hai.
Also Read- Ek sath Bahut se folder kaise banaye
whats is root
ROOT ek bahut achha tarika hai root ka matlab hai Khoj Nikalana or Adhar bhi hota hai. or Jamna Bhi hota hai.in tino me se adhar jayada mayane rakhata hai. root wo chij h jo ki aap kisi bhi chij ko phir se new kar skate hai.or kisi bhi chij ko hata sakate hai. ab hamko kahane se aap samgh gay hone ki root kya hai.
to ab ham ROOT ke Fayad or Nukasan ke bare me batane wale hai.
Root karane ke Fayada (Advantage)
Also Read - Shutdown key kaise banaye
dosto aaj kal bahut se log ye sochate hai ki mere mobile root karane se kharab ho jayega jis se wo log darte hai. mai apko bata du ki mai bhi apna phone root kiya hu or khuch dosto ko bhi karawaya hu. to apki marazi jaisa soche.
- aap apne mobile me bahut khuch asani se change kar sakte hai. jaise
- aap apne mobile ka ram bhi badha sakte hai.
- mobile ka CPU performace achha ho jayega
- or apka mobile ki battery backup bhi badh jayegi
- Root karne ke bad kisi bhi app ko apne memory card me move kar skate hai.
- or apke jo phone me app hai use uninstall kar skate hai. yaha tak ki play store ko bhi
Root karane ke Nuksan (disadvantage)
- jab aap root karege to ho skata hai apaka mobile ki dead ho sakti hai. jo ki kabhi bhi on nhi ho sakati hai.
- or apka jo mobile warranty me hai apka khatam ho jayegi
- ye ek awedh tarika hai. jis se Google wallet app install nhi hoga.
Also Read - Mouse ko keybord se kaise chalaye
Mobile ko root karne se pahale kuch rules
- Apke mobile ki battery minimum 70% charge honi chahiye.
- Apke phone me 'Unknown source' on hona chahiye
- aap (setting>>Security>>unknown source ) jakar on kar skate hai.
- agar aap chahe to sms,contact ka backup bhi bana sakate hai
Root kis app se kare
ha to dosto mai ye bata du ki mai jo app se mobile ko root kiya hu us app ka nam hai. KING ROOT aap bhi meri bat mane to isi app se kar skate hai.
app niche diye gaye link se app ko download kae sakate hai. aap KING ROOT 4.5 version se hi kare
Root kaise kare
- aap king root ko install kar ke open kare or root par click kare aap niche dekhe mai Intex Aqua y2 karane ja raha hu Root
Also Read - Paisa wala app free me kaise download kare
- ab apke samane niche picture jaisa ayega aap niche dekhe apka mobile root ho raha hai ye 100% tak hoga.
- jab tak 100% tak na ho jaye aap apne mobile ko reboot na kare agar ho sake to apka mobile fail bhi ho sakta hi aap niche dekhe jab apaka fail hoga to niche jaisa option ayega.
- jab root failed bata dega to aap Retry par click kre or phir se try kare aise hi do 2-3 bar akerege to apka mobile root ho jayega .
- aba apaka mobile root ho gaya hai aap Unstall tool Par click kar ke koi bhi app ko Uninstall kar skate hai.
Also Read - Roj 10 se 5 Rupaya kaise kamaye
Note- aap jab root karate samay Mobile ka data on kar ke hi root kre
No comments:
Write comments