Powered by Blogger.

Random Posts

Most Recent

Copyrighted.com Registered & Protected 
S4KC-J0UZ-MVHS-Q8FG

Blog Archive

Search This Blog

Blog Archive

AD (728x60)

Recent

Comments

Facebook

Advertising

Flickr Widget

Formulir Kontak

Name

Email *

Message *

Contact us

Name

Email *

Message *

Business

About us

Why to Choose RedHood?


This Site uses cookies. By using the website you (the visitor) agrees to Terms, Privacy Policy And DMCA Policy Of the Website.

Popular Posts

Popular Posts

Sunday 29 May 2016

Blog Ke Sitemap Ko Google Search Console Me Kaise Add Kare

By: | In: | Last Updated:





Maine aapko pichli post me bataya tha ki kaise aap apne blog ke Sitempa bana sakte ho.Iss post me mai aapko bataunga ki kaise aap apne blog ka Sitemap Google Search Console me Add kar sakte hai.

Backlink Kya Hai Aur Ye SEO Ke Liye Kyu Important Hoti Hai

Google Search Console Kya Hai ?

Google search console ek service hai googel ki taraf se jo hame apne blog ko Monitor karne me madad karti hai.Aap iski madad se aap apne aap bahut kuch control kar sakte hai jaise ki aapko apne blog Google seach enigne me kya dikhana hai aur kya nahi dikahana hai.Aap iski madad se apne blog ka traffic,aapki ranking aur bahut kuch optimize kar sakte hai.


Blogger Blog Par Post Chori Hone Se Kaise Bachaye

Sitemap kya hai aur usse kaise banate hai janne ke liye ye post padhe

Blog Ke Sitemap Ko Google Search Console Me Kaise Add Kare

Sitemap ko submit karne se pehle aapke pass ye do things hone chahiye.  

1. Aapke blog ka sitemap.Sitemap kaise banate hai janne ke liye ye post padhe Sitemap Kya Hai Aur Apne Blog Ke Liye Sitemap Kaise Banaye

2. Blog ko Search Console me Submite Kare. Ye janne ke liye ye post padhe Blog Post Ko 1 Minute Me Google Search Me Kaise Laye Killer Trick

Ab chaliye mai aapko bata hu ki Sitemap ko Search Console me kaise Submit karte hai.

Step 1 : Google Search Console me jaye aur log in kare phir apni website par click kare.



Step 2 : Ab Crawl me jaye aur Sitemap pe click kare.



Step 3 : Ab 'ADD/TEST SITEMAP par click kare.

Step 4 : uspe click karte hi ek choti si window khulegi jisme aapko apne blog ke URL ke samne sitemap.xml likhna hai.

                                           


Step 5 : Ab Sitemap pe click karde.

Ab ek notification ayega ki page ko refresh karo to page ko refresh karo.Refresh karne ke baad aapka Sitemap Add ho gaya lekin abhi sitemap ke samne Pending likhke aayega.To wo kuch hi der me active ho jayega.Jab active ho jayega to aap tab aapka sara posts,Photos, aur bhi bahut kuch index karna suru ho jayega.

To aap iss tarah apne blog ke sitemap ko Search Console me add Kar sakte hai.Agar aapko koi sawal hai to niche comment karna na bhule.Aur iss post ko apne friends ke sath share jarur kare.


Hamara Pichla Post Padhna Na Bhule










No comments:
Write comments