Agar aap bhi blogger hai to aapko Google Analytics ko jarur use karna chahiye apne blog ke visitors ko track aur pure traffic ki report pane ke liye.Agar aap blogger platform par hai to mai aapko bata du ki hamko jo bhi views blogger.com me dikhata hai wo puri tarike se sahi nahi hota hai.Jaise usme aapke bhi views batata hai.To wo itna accurate nahi hota hai.Aur blogger.come par hame apne traffic aur visitors ke baare me jada jankari bhi nahi milti hai to isliye aapko Google Analytics use karna chahiye.
Blog Ke Sitemap Ko Google Search Console Me Kaise Add Kare
Google Analytics Kya Hai ?
Google Analytics Google ki ek free service hai jisse ham apne visitors ko tack aur hamare traffic ki puri report pata kar payenge.Analytics se aap bahut kuch dekh payenge jaise ki iss samay aapke blog me kitne visitors online hai aur wo kaha se hai aur wo kis source se aaye hai aur bhi bahut kuch.Aap iski madad se apne blog aur agar aapko koi app hai to usko bhi track kar payenge.
Chaliye mai aapko Google Analytics ke Uses bata deta hu jisse aap Google Analytics ke baare me acche se samaj jayenge.
Google Analytics Ke Uses Kya Hai ?
Aap Google Analytics me ye sab pata kar payenge.
- Iss samay aapke blog me kitne visitors online hai.
- Aapke visitors konse city se hai.
- Visitors konse se sources se aapke blog me aaye hai jaise ki facebook.
- Visitors konsa device use kar rahe hai.
- Visitors konsa browser use kar rahe hai.
- Visitors konsa post padh rahe hai.
- Visitors kitne time se hamare blog me hai.
- Total kitne visitors aaye aur unme se kitne new hai aur kitne old hai.
- Aap ye bhi pata kar sakte hai ki sabse jada visitors aapko konse se Smartphone se mil raha hai.
Google Analytics ke to bahut uses hai lekin jo maine aapko upar bataya hai wo to har blogger janne ke liye Google Analytics use karta hai.To aapko bhi ek Google Analytic ka account apne blog ke liye bana lena chahiye.To chaliye mai aapko batata hu ki aap kaise apne blog ke liye google analytics ka account bana sakte hai.
Apne Blog Ke Liye Google Analytic Me Account Kaise Banaye ?
Steo 1: Aap is link par Google Analytic jaye aur sign in par click kare phir Analytic par click kare.
Step 2: Ab naya window khulega usme aap sign up click kare.
Step 3: Ab ek form aayega usko bharna hai.
1. Isme ksike liye account bana rahe hai wo dale.
2. Isme apne blog ka name dale.
3. Isme apne blog ka URL dale.
4. Aapka blog jis topic par hai usse select kare.
5. isme country select kare.
Ab sab karne ke baar aap Get Tracking ID par click kare.
Step 4: Ab ek chota window khulega jisme terms likha hai usko padle phir waha upar Country select kare aur I accept par click karde.
Ab aapke samne ek naya window khule jisme aapke blog ki Tracking ID hogi jisse aapko apne blog me dalna hai.
Blogger Blog Me Comment Box Wordpress Jaisa Kaise Lagaya New Trick
Step 2: Ab apne blog me log in kare aur Settings me jaye phir Others me jaye.
Step 3: Others me jane ke baad sabse last wala option usme Google Analytics ka usme aapko apna Code paste kar dena hai phir save pe click karde.
Ab aapka Blog google analytics se jud gaya hai.Ab aap Google Analytic ke feature ko use kar payenge aur apne blog ka har ek cheech track kar payenge.
Mai aapko ek screenshot dikhata hu ki Google Analytics kaise dikhta hai.
\
Ab aapko malum pad gaya ki kaise apne blog ko Analytics se jodte hai to ab aap apne blog ke liye kare.To agar aapko kuch nahi samaj me aaya hai to comment karna na bhule aur agar aapko ye post accha laga to isse share karna na bhule.
Hamara Pichla Post Padhna Na Bhule
Website Ko Search Engine Me First Lane Ke Liye Top 10 On page SEO Techniques
Step 2: Ab naya window khulega usme aap sign up click kare.
Step 3: Ab ek form aayega usko bharna hai.
1. Isme ksike liye account bana rahe hai wo dale.
2. Isme apne blog ka name dale.
3. Isme apne blog ka URL dale.
4. Aapka blog jis topic par hai usse select kare.
5. isme country select kare.
Ab sab karne ke baar aap Get Tracking ID par click kare.
Step 4: Ab ek chota window khulega jisme terms likha hai usko padle phir waha upar Country select kare aur I accept par click karde.
Ab aapke samne ek naya window khule jisme aapke blog ki Tracking ID hogi jisse aapko apne blog me dalna hai.
Blogger Blog Me Comment Box Wordpress Jaisa Kaise Lagaya New Trick
Tracking Id Ko Apne Blog Me Kaise Dale ?
Step 1: Sabse pehle tracking ID uss page se copy karle.
Step 3: Others me jane ke baad sabse last wala option usme Google Analytics ka usme aapko apna Code paste kar dena hai phir save pe click karde.
Ab aapka Blog google analytics se jud gaya hai.Ab aap Google Analytic ke feature ko use kar payenge aur apne blog ka har ek cheech track kar payenge.
Mai aapko ek screenshot dikhata hu ki Google Analytics kaise dikhta hai.
\
Ab aapko malum pad gaya ki kaise apne blog ko Analytics se jodte hai to ab aap apne blog ke liye kare.To agar aapko kuch nahi samaj me aaya hai to comment karna na bhule aur agar aapko ye post accha laga to isse share karna na bhule.
Hamara Pichla Post Padhna Na Bhule
Website Ko Search Engine Me First Lane Ke Liye Top 10 On page SEO Techniques
No comments:
Write comments