Powered by Blogger.

Random Posts

Most Recent

Copyrighted.com Registered & Protected 
S4KC-J0UZ-MVHS-Q8FG

Blog Archive

Search This Blog

Blog Archive

AD (728x60)

Recent

Comments

Facebook

Advertising

Flickr Widget

Formulir Kontak

Name

Email *

Message *

Contact us

Name

Email *

Message *

Business

About us

Why to Choose RedHood?


This Site uses cookies. By using the website you (the visitor) agrees to Terms, Privacy Policy And DMCA Policy Of the Website.

Popular Posts

Popular Posts

Wednesday 18 May 2016

World's Cheapest Phone Namotel Acche DIn Launched At Rs.99

By: | In: | Last Updated:




Ab ek aur Company aake Ek Duniya ka sabse sasta phone launch ki hai jiska Name Namotel Acche Din hai.Company ka Name Namotel hai.Aapko pata hoga ki Namo ek Short Form hai Narendra Modi ji ke name ka.


Company kehti hai ki aap iss phone ki booking May 17 se lekar May 25 tk kar payenge lekin jab maine unki website kholke dekhi to wo khuli nahi rahi thi.To ho sakta hai ki ye koi scam ho.Aur aapko ye phone directly Namotel.com pe regisiter karke nahi milega isse pehle aapko bemybanker.com pe jake Register karna padega phir aapko ek User ID aur Password milega jise aap use karke Namotel.com pe register kar sakte hai.Aur Bemybanker.com pe register karne ke liye aapko Rs.199 lagega.Lekin maine jab ye website kholi to ye bhi nahi khul rahi thi.To ye ek scam bhi ho sakta hai.



Lekin chaliye mai aapko iss phone ki specifications bata du.



Namotel Acche Din

4 Inch Display ( 720p*1280p )

.  1 GB RAM With Quad Core Processor

. 2 MegaPixel Primary Camera

. 0.3 Megapixel Front Camera

. Android 5.0 ( Lollipop )

. 1325 mAH Removable Battery

. Dual Sim

. 4 GB Internal Storage


Sensors

. Proximity

. Accelerometer

. Ambient Light Sensor

ye phone aapko 2 Colours me milega ek black aur dusra white.Ye phone ko kaise lena hai maine upar bata hai lekin inki website to khuli nahi rahi hai to log kharidenge kaise.Is liye thoda wait karo aur iss mobile ke review dekho nahi to kuch dino me pata chal jayega ki ye scam hai ki nahi.


No comments:
Write comments